Friday, 11 August 2017

Paytm Par Account Banane Ke Liye Kiya Kiya Chahiye ???


Account banane ke liye sabse pahle apna mobile number registration karna hota hai. Android user sabse phele Paytm App Download karke Account banate hai. aur laptop computer user direct site par jakar easily apna account create kar sakte hai. Iske liye kuch jaruri chize apke pass hona chahiye.
  • ATM Card
  • Credit Card
  • Net Banking
Inme se koi bhi ek hoga to chalega aur ha! “Paytm use karne ke liye apke bank account me Balance hona jaruri hai, tabhi aap apne paytm wallet me money add kar ke online shoping ya recharge kar payenge”

Thursday, 10 August 2017



Dosto agar aap paytm ke bare me nahi jante, to aapko is post me paytm ki puri jankari mil jayegi. yaha bataye gaye steps ko follow karke apne computer ya android phone se is par account bana kar online mobile par use kar sakte hai.
Paytm india ki bahut Popular e-wallet Online Recharge Company hain. Isko use karne ke benefits bahut hai iski help se aap apna Electricity Bill, DTH Recharge, Online Shopping Payment aur Mobile Recharge through Paytm se kar sakte hai. Kuch aise kaam jinke liye market me jane ki jaruart padti hai, wo sab kaam mobile se ghar baithe hi ho jayega. Iske alawa aap apne wallet ke paise ko direct bank account me bhi daal sakte hai ya apne kisi friend ke wallet me transfer kar sakte hai.
Isko use karne ke liye bas apko Paytm ID banana hoga. Aapke pass computer ho ya aap mobile user ho isse dono me istemaal kiya jata hai. ye puri tarah se trusted service hai. Is par online trasection karna bahut easy hai.

Wednesday, 9 August 2017

v IRCTC क्या है ?
IRCTC का full form Indian Railway Catering and Tourism Carporation यानी हिन्दी में इसे “ भारतीय रेलवे खानपान एवं पर्यटन निगम ” कहलाता है , Indian Railway ( भारतीय रेल ) दुनिया का चौथा (4th) सबसे बड़ा Railway netwark ( रेलवे नेटवर्क ) है l भारत से पहले Railway network में USA ,China , Russia पहले , दुसरे और तीसरे स्थान पर है l IRCTC Indian Railway का ही एक हिस्सा है जो की Catering , Turism एवं online ticket booking service देता है और इसका मुख्यालय ( Head office ) New Delhi में है www.irctc.co.in इसका Online train ticket booking का site है और इसमें Indian Railway से सम्बंधित information मिलती है l 


Hiiii.......

Paytm Par Account Banane Ke Liye Kiya Kiya Chahiye ??? Account banane ke liye sabse pahle apna mobile number registration karna hota...