Dosto agar aap paytm ke bare me nahi jante, to aapko is post me paytm ki puri jankari mil jayegi. yaha bataye gaye steps ko follow karke apne computer ya android phone se is par account bana kar online mobile par use kar sakte hai.
Paytm india ki bahut Popular e-wallet Online Recharge Company hain. Isko use karne ke benefits bahut hai iski help se aap apna Electricity Bill, DTH Recharge, Online Shopping Payment aur Mobile Recharge through Paytm se kar sakte hai. Kuch aise kaam jinke liye market me jane ki jaruart padti hai, wo sab kaam mobile se ghar baithe hi ho jayega. Iske alawa aap apne wallet ke paise ko direct bank account me bhi daal sakte hai ya apne kisi friend ke wallet me transfer kar sakte hai.
Isko use karne ke liye bas apko Paytm ID banana hoga. Aapke pass computer ho ya aap mobile user ho isse dono me istemaal kiya jata hai. ye puri tarah se trusted service hai. Is par online trasection karna bahut easy hai.
No comments:
Post a Comment